Asmaan ka rang Neela ho ya Narangi, Bhasha Hindi Ho ya Bengali, Gujarati ho ya Punjabi, Kannada ho ya Marathi, Desh to ek hi hai , Aur hum sab hai Bharatvasi.
Bharat ka safar cycle se Chandrayaan tak,Jindagi ka safar janam se mrityu tak,Shuruat se anth ke safar ko jee liye to teek,Nahi to jivan ek shunya ke saman hai,Jivan me ache karm kare,Hase,mushkuraye