Nirasha -Poem
nirasha bahar se nahi dikhayi deti vhe chuupi hoti hai mann ki gherayion me sharir me rakt banakar bheta hai uska jhar har pahar isliye ham nahi jaan pate ki bahar se khush dikhne vala vyakti bhitar se bhikra hua ho sakta hai , chalta firta, rojmarra ke kaam karta hua vyakti apne andar thera hua ho sakta hai
nirasha bahar se nahi dikhayi deti vhe chuupi hoti hai mann ki gherayion me sharir me rakt banakar bheta hai uska jhar pahar isliye ham nahi jaan pate ki bahar se khush dikhne vala vyakti bhitar se bhikra hua ho sakta hai chalta hai Firta Rojmarra ke kaam karta hua vyakti apne andar thera hua ho sakta hai